#271

Tu Barhta Ja Main Kam Hota Hun

36px
Tere lahu se paap dhota hun Tu barhta ja main kam hota hun, Tu barhta ja x3. Main kam hota hun. Tera kalam dil men rakha hai, Tera wada har ik sacha hai. Tera hi naam sab se acha hai, Apni khudi se haath dhota hun, Tu barhta ja main kam hota hun.