#336

Neele Aasman Ke Paar Jayenge

36px
Neele aasman ke paar jayenge - mera Yeshu rahta vaha’n (2) Ham milenge, badalo’n par - 2 - Dekhenga saara jaha’n (2) Uska koi bhi wada, na hoga adhura har ek wada uska, hota hein pura - Uska koi bhi wadaa Uske aane ka wada, bhi hoga pura - dekhega saara jaha’n (2) ||Ham milenge||