#269Hindi Spiritual Song
Pyare Pita Tune Humse Kitna Pyar Kiya
Pyare pita tune humse kitna pyar kiya - Mere papon se chudane ko
Apne bete ko kurbaan kiya (Repeat)
Hum gaaye hosanna tu rajaon ka hai raja - Teri mahima hove sada
Tu hai prabhu hamara khuda (Repeat)
Yeshu Massih tera jaisa hain koyi nahin
Tere charano mein juke aasman
Aur mahima gaye zameen (Repeat )
Tu hai prabhu hamara khuda (Repeat Twice)
