#272Hindi Spiritual Song
Yeshu Hai Sachha Gadariya
Yeshu hai Sachha gadariya - Uski hum bhede hai
Hari Charaiyo mein hume charata hai ||2||
Wadi Pahadi mein le chalta hai, Jahan par sukhdai zarne behete hai
Sankat mein meri raksha woh karta hai,
Shaitan ke haton se hume chudata hai
Humko kisika abato dar nahi hai, Kyunki yeshu jo mera sathi hai.
