#333Hindi Spiritual Song
Yah Ki Stuti, Stuti Ishwar Ki (Psalm 148)
Yah ki stuti, stuti Ishwar ki, surya aur chandrama Pawitra dutgan,
sena Ishawar ke unche sthanon men - Karo… stuti Yahowa ki
1. He jyotir may tarangan sab, he wishal akash
Aur bhulok ke nirmal jal aur lol, him
kuhare, Mahasagar aur parwat, agni, andhi, megh, baya,
Prashansa karo phaldai - wriksh Pita Ishwar ki
Karo… stuti Yahowa ki
2. Raja, Praja, nyay adhish, hakin, rajya-rajya ke log
Balak jawan aur kunwari wriddha, sare jagat ke,
Wan pashu aur pashu gharelu, pakshi gagan ke,
Prahsansa karo adbhut, mahan, Pita Ishwar ki
Karo…. Stuti Yahowa ki
