#338Hindi Spiritual Song
Prabhu Yeshu Ka Gunn Mein to Gaun
Prabhu Yeshu ka gunn mein to gaun (2)
Bhakti upasana se thujko bhajun, Prabhu (2)
Thujko bhajun- Prabhu Yeshu ka gunn mein to gaun (2)
1.Sthuthi prashamsha se bhar pur hoon
Kaise Prabhu ab mein yehan bateoon
Yug yug yadi gaun, toda hito hai (2)
Hóton ke balidaan se, tujhe kush karoon (2)
2. Yaad hai mujhko tera vo kaam
Prem ke karan prabhu hua balidaan (2)
Prayash-chit tune kiya diya lahu daan (2)
Is chote muh se mai, kaise kahoon (2)
3.Tujhe ye accha laga mujhe ko chune -
Mata ke ghab se mujhe, alag kiya (2)
Mujhe mein us ke putra ka prakash de (2)
Kya is ke yogya hoon ki dhany banoon (2)
4.Swargiya darshan jo, mujhko diya
Nishaney ki aur daudu tu seekhaya (2)
Peechli bathon ko, tune hathaya (2)
Ankhen upar rakhkar dauda chala hoon (2)
5.Shigr hee Prabhu tu ab, aajaye ga -
Jo tere hai jagte le jayega (2)
Badal Prabhu hamara, bhent jo hoga (2)
Kaisa vah din, hoga magan me hoon (2)
