#256Hindi Spiritual Song
E Duniya Ke Logo, Unchi Awaz Karo!
E duniya ke logo, unchi awaz karo!
Gao khushi ke geet, us ka gunn gaan karo
Ibadad karo us ki! Ibadad karo - Ibadad karo us ki! Ibadad karo
Yad rakhoke wohi ek khuda hai - Ham ko yah jeewan usi ne diya hai
Us chaarga se ham sab hai aye - Ham do-sana ke ham geet gaye
Rab ka tum shukar karo, unchi awaz karo
Gao khushi ke geet us ka gungan karo - Ibadad karo
Naame khudawan kitna mubarak - mera khudawan kitna bhala hai
Rahamat hai uski ke sadiyo purani - Wafa ka azal se, yahi silsila hai
Us par iman dharo, Us ke ghar, ao, chalo
Gao khushi ke geet, Us ka gungan karo - Ibadad karo
