#257Hindi Spiritual Song
Yeesu Ko Grahan Kiya
Yeesu ko grahan kiya, mein, Eswar ka puthru huvaa,
Swargiy aanand aur sachhi shaanthi bhi, badkar vijay mein paayaa
Dhanyavad detha hu, anugrah paayaa - Raajy mei vuske mai ab aayaa
Pitha ka prem mein paayaa, aur milan bhi vus se huva,
Haath may anguti, paav may juthiya aur naya vasthr diya
Aparaad kshama ho gayaa, aur paap mera daampa gaya
Adarm ka mera lekha na le prabhu, nirdosh aathma may kiya
Yeeshu me Dhand hut gaya, aur nayi shrushti mein huva,
Raja aur yajak mujko banaya, gaavu mein - hallelujah
Jag ko my chod javunga, prabhu se mein jaa milunga,
Vah din aatha hai deko abi hai, jagruth ab mujh ko kiya
