#260Hindi Spiritual Song
Khali Aaya Khali Jana
Khali aaya khali jana , phoolonke sang hai marjana- (2)
Ek bar marana phir hai jee utna (2)
Zaruri hai zaruri hai zaruri hai (2)
Zindagike aa vus par, pohnchayega tujh ko kabar (2)
Javoge kha tum ab ye sonchlo-(2) Swarg narak ab tum soon lo
Javoge kha tum ab ye sonchlo Swarg narak ab tum soon lo
Yeshu aayega badal par, leganeko aasman par
Pavithr loog sab yeshu se milenge
Yeshu ke maanav badal bhi jayenge (2)
