#274Hindi Spiritual Song
Anand Hi Anand Hai Mere Yeshu Ke Charano Mein
Anand hi Anand hai Mere yeshu ke charano mein ||2||
Paap mera kshma hua, shrap mera nikal gaya,
Yeshu ke rakht dwara
Naya jeevan yeshu mein, krupa jeevan yeshu mein.
Pavitra atma dwara.
Baaje ke shabdh mein, duton ki sena mein,
Aayega yeshu raja
Kshan matra mein hum, rupantar hokar
mahima mein jayenge.
Sarva Shakti yeshu, yeshu ka datta,
Jai denewala hai
Ek kant se hum hosanna ga kar
Sabko batayenge.
