#278Hindi Spiritual Song
Prem Kiya Eklauta De Diya (John 3:16)
Prem kiya (2) prem kiya eklauta de diya
Parmeshwarne jagat se aisa prem kiya
ki usne apna eklauta beta de diya (2)
Jo koi vishwas karega nash na hoga anant jeevan payega.
Yeshu aaya paapiyon ko bachane
yeshu aaya khoye hunoko dhund ne.
Hatho peironko kilo se chedha gaya
bedardi se usko mara gaya
moth ka bandhan todke yeshu ji utha
ki usne apna eklauta beta de diya.
