#287Hindi Spiritual Song
Anokha Hai Tu Masiha
Anokha hai tu masiha - adwitiya Ishwar tu hai
Alpha aur Omega tu hai prabhu hai
1. Janam year anokha hai wishwas men anand laya hai
Dharhas dekar ham ko nirbhay tu hi kiya hai
2. Jiwate wachan jot ere hain jiwan se bharpur we hain
Param pawitra Yishu jag katu adarsh hai
3. Tu hi mahan parmeshwar - hai mritya par jai paya hai
Shaitan ko harakar dharmi ham ko kiya hai
4. Pap aur sharp hataya - hai swargiya marg dikhaya hai
Shaktiman parmeshwar - stuti tujh ko deta hain
5. Sare jagat men he Iswar - prem tera hi sanatan hai
Samajh se bahar wah - hai mahan tera prem hai
6. Kalisiya ka sir tu hi hai - ang ham sab ki kiya hai
Bharpuri sab tujh men - mahimit Ishwar tu hai
