18px
#290Hindi Spiritual Song

Yishu Ne Sab Ke Liye Jiwan Balidan Kiya (Isaiah 53)

Yishu ne sab ke liye jiwan balidan kiya Ji uth kar ham ko us ne anant jiwan diya
1. Wah tuchchh jana gaya logon ka tyaga hua Wah dukhi purush hua aur rogi sarasar hua
2. Nishchay wah ham sab ke rogon ko uthata hai Taubhi ham sabhon ne prabhu ko tuchchh jana
3. Apradhon ke karan se wah ghayal kiya gaya Adharam ke karan se wah kuchla bhi gaya
4. Bheron ki nain sab ham bhatke hue the Aochche charwahe saman pran apne us ne die
5. Andher us par hua par sahta wah raha Munh us nena khola prayaschit hamara hua
6. Na pap kiya us ne na chhal nikla munh se Taubhi parmeshwar ne aparadh us par dale
7. Wah krus par tanga gaya aor kabar men rakha gaya Jai ke sath jiwait hua ao gaen ham Halleluyah