#291Hindi Spiritual Song
Ishwar Ka O Memna Tu Charha Tha Krus Ke Upar
Ishwar ka O memna tu charha tha krus ke upar
Main bakhanun teri prit mera pyara yishu prabhu
1. Main ne socha Yohudiyon ne us yug ke mara yujhe
Lekin tha mara gaya mere papon ki muafi ke liye
2. Aparadhon se chheda gaya o mere khrisht Yishu prabhu
Mere sare papon ke karan tu kuchala gaya prabhu
3. Komal that era wah sir kanton se wuh chheda gaya
Ghayal hua mera pritam bana kurup tu kanton se
4 Dhiraj se Prabhu mere rogon ko utaatha tha
Apne ko nakara Prabhu arpan kiya jiwan tu
5. Dukhi purush tu bana dard bhare jo dil ke the
Shant tu rah kar he prabhu marte samay munh na khola
6. Main jag men jab murda tha aparadhon aur papon se
Badale men mara tu prabhu taki jiwan main paun
7. Wapas gaya swarg men Prabhu bat teri mani johta hnn
Tere ane ki bat jo ke gata rahunga Halleluyah
