#305Hindi Spiritual Song
Tere Charnon Men Jhukta Hun
Tere charnon men jhukta hun, anugrahkari Yishu
Prem tera yad main karte, Parmeshwar ata hun
1. Wishram ka daata Ishwar - sab sankat tu dar kar
Krus hi mera ashray hai - namrate se wahan main rahun
2. Prarthna karo kaha - Prabhu sankat ke amay main
Daya dikhakar mujh par - prem se shanty mujhede
3. Pabhu tu manushya nahin - hai pukar ko tu sun le
Purn man se prathna karte - Prabhu tera pas main aun
4. Mujhe chhor na tu Prabhuji - chahe ninda aye phir bhi
Sahunga main tere liye bal tera - mujhe ab de
5. Asha se tere chehre ko - utsah se dekhta hun
Lajjit nahin hota main prakash tera ab ho
6. Shatru harane ke liye samrth pragat kar tu
Mujhe santwana deke tug here aur rakh - tu sambhal
7. Atmik jiwan men barhne - jaywant jiwan mujhe de
Phalwant hokar phal main - dun anugrah tera mujhe de
8. Siyyon se raja ata wah mera Prabhu hai
Wyakul hue bina main tere liye bat johun
