#304Hindi Spiritual Song
Mere Yishu Karuna Tu Kar
Mere Yishu karuna tu kart u - karuna ka dhani hai
Din aur rat main tujh ko pukarun - Binti merit u sun le
1. Mitra aisa tu hamara jo hai - Dinrat hai binti karte
Binti hamari kripa se sun - Jo sanmukh pita ke karte hai
2. Jitne hamare khesh kutumb sad hain
Nash we hon na dekhen ham
Asuon ke sath prarthna ham - Kripa karke tu sun
3. Premi parmeshwar tu karuna se - Yona ko Ninve bheja
Us ki prarthna se daya dikhayi - Aisi prarthna tu sun
4. Jitna dukh tune saha - Kya yah sab wyarth we ho jaenge
Anjir per paar daya kit u ne - Prarthna hamari tu sun
5. Sadom ke nyay se bhakta ko tu - Kaisa bhachaya tha
Ibrahim ki prarthna jaise sunithi - Waise hamari tu sun
