18px
#314Hindi Spiritual Song

Heh Prabhu Yu Wishwas Yog Samarthi Hai

Heh Prabhu yu wishwas yog samarthi hai Kaisa mahan adbhut saccha pratapi tu dayalu hi
1. Swarg aur pruthvi par uske niche jo Tere hi naam par ghutne teke - Ishwar ki mahima kare (2) Har ek ki jibh swikaar kare bhi - Tuhi Prabhu masih hai
2. Kaam tere adbuth samarth apar jo Prabhu karta aur dekhta bhi hai - Adbut premi Prabhu hai (2) Papi bachane jag me tu aaya - Mahan udhar diya hai
3. Chalis baras tak unko chalaya - Jinko chudaya misar tu ne Aakhon ki puttali saman (2) Drushant ve hu ve hum sab ke liye - Adbhut teri yojna hai
4. Swarg tune khola Manna barsaya - Sub ko jeevan ka paani diya Trupti badi tujme hai (2) Agni ka khamba aur badal ka bhi - Aguvai sada karte hai
5. Marg me aandhi aasha nirasha Shatru ke hamale aur klesh bhi jo te-Sambhala humko tune (2) Apni pratigya puri ki usne - Miras hame diya hai