#313Hindi Spiritual Song
Hirday Ka Raja Jai Yesu Naam
Hirday ka raja jai Yesu naam - Shanty kumar mei karu pranam
Das hazaroin men ho anupam
Sugandhit tel hai madhu naam karu pranam
1. Lakho mein mitha hai Yesu naam-Chamkila hai who surya saman
Bayan ke bahar hai tera prem
Adharmi mei jo chakha wohe prem karu pranam
2. Tere wachan mein hu main magan
Trishit ho aaya Prabhu tere charan
Harshit ho Prabhu karta pranam
Mujh ayogya ne paya jeevan ka dan karu pranam
3. Mujhko bachaya de apha pran
Samjha de mujhe swargiya gyan
Bhent mei chadhaou sampurn jeevan
Karo Prabhu aab mujhko grahan karu pranam
