#322Hindi Spiritual Song
Bhajo Bhajo, Prabhu Yishu Naam
Bhajo bhajo, Prabhu Yishu naam-Japo japo, mitha Yishu naam
1. Yishu naam se milti hai mukti - Aur naam se us ke hai shudhi
2. Yishu naam hai kitna pyara - Wah dukhiyon ka asli sahara
3. Yishu naam hai kitna sundhar - Detha shanty hais man ke andhar
4. Yishu naam hai shakti wala - Jis naam se bhut nikala
5. Yishu naam hai sab se uncha - Sab swarg aur prithwi men uncha
