#326Hindi Spiritual Song
Kuch Na Bharosa Is Jeewan Ka
Kuch na bharosa is jeewan ka - Karo bhajan ab prabhu yishu ka
1. Baalkapan me to khel paheli, Jawani bhiti sab papo bhuti me bhuli
Vyarth hi vyarth hai raunek jawani-Karo bhajan ab prabhu yishu ka
2. Dhan bi na deta hai man me shaanti
Saat na jhati hai sampathi bhumi
vyarth hi vyarth hai dhan aur bhumi
Karo bhajan ab prabhu yishu ka
3. Sanasar me jab meri dhrusti hai padthi
Upadrav se bhari dikthi yah pruthvi
Vyarth hi vyarth hi yah papi pruthvi
Karo Bhajan ab prabhu yishu ka
4. Jab tera man kahta hai tu papi-Yishu ke lahu se milathi hai mukthi
Anand hi anand hai aur man me shaanthi
Karo bhajhan ab prabhu yishu ka
