#327Hindi Spiritual Song
Mukthi Dilaaye Yeshu Naam
Mukthi dilaaye yeshu naam - Shanti dilaaye yeshu naam
1 Yeshu dayaa ka bahtha saagar -2 ; yeshu hai daatha mahaan (2)
2. Dharani me tune janm liya yeshu -2; krus pe kiya kurbaan (2)
3. Hum sabke paaponko mitaane -2 ; Yeshu huva balidaan (2)
4. Hum par bhi yeshu krupa karna -2 ; Hum hai paapi naadaan (2)
5. krus par apna khoon bahayaa -2 ; Praan chukaaya daan (2)
