18px
#331Hindi Spiritual Song

Apni Jyoti, Apni Sach-Chai (Psalm 43)

Apni jyoti, Apni sach-chai Pragat ab hone de, He Yahowa mere.
1. Kyonki wahi mujhe cha-lae ; Aur Tere niwas sthanon men, Pahunchae Tere parwat par - He Yahowa mere- Apni
2. Tab main wina baja unga, Dhanyawad Tera main karunga, O….. Hosanna, Hasanna, He Yahowa mere-Apni
3. Gira kyon jata he mere pran, Bharosa Yohawa par rakh Asha meri sada Us men hai - He Yohawa mere- Apni