#336Hindi Spiritual Song
Neele Aasman Ke Paar Jayenge
Neele aasman ke paar jayenge - mera Yeshu rahta vaha’n (2)
Ham milenge, badalo’n par - 2 - Dekhenga saara jaha’n (2)
Uska koi bhi wada, na hoga adhura
har ek wada uska, hota hein pura - Uska koi bhi wadaa
Uske aane ka wada, bhi hoga pura - dekhega saara jaha’n (2)
||Ham milenge||
Yeh vishwas hei mera, jo hoga pura
sapna ye mera na, rahega adhura - Yeh vishwas hei mera
Sung sung ham rahenge, apne Yeshu ke
dekhega saara jaha’n – 2 ||Ham milenge||
Neele aasman ke paar jayenge - mera Yeshu rahta vaha’n (2)
Ham milenge, badalo’n par - 2 - Dekhenga saara jaha’n (2)
