#342Hindi Spiritual Song
Kya Hai Teri Gawahi, Kya Hai Tera Balidaan
Kya hai teri gawahi - Kya hai tera balidaan (2)
Massih Yesu grahan kar ke - Kyu tum sone lage (2)
Jaago utho, aavo viswasi (2)
Kya hai tere gawahi - Kya hai tera balidaan (2)
Patar vo keeya gaye - Haare se cheere gaye (2)
Prachar vo karte rahe -2 - Darshan me bane rahe (2)
Kya hai tere gawahi - Kya hai tera balidaan (2)
Kurbani dethe huve - Seva vo karte rahe (2)
Vachan tho phelta gaya -2 - Mandali banthi gayi (2)
Kya hai tere gawahi - Kya hai tera balidaan (2)
Pacche kethon bahuth hai - Katne vale mazdoor thode hai (2)
Mazdoor tu banja abhi – 2 - Samay ab thoda hi hai (2)
Kya hai tere gawahi - Kya hai tera balidaan (2)
