18px
#285Hindi Spiritual Song

Stuti Ke Yogya Tu Hi Prabhu

Stuti ke yogya tu hi prabhu Mere liye nindit hua - stuti ke yogya tu hi prabhu
1. Tere apne logon ne ninda ki - Aur graham tujh ko nahin kiya Mere liye tu hi doshit hua - Tere prem ke karan stuti karun
2. Satya mar gaur jiwan tu hai - Anant jiwan dene aya Bharmanewala tujh ko kaha - Par tu dayalu yishu prabhu
3. Yahuda ke gotra ka tu sinh hai - Jis ka na adi na ant hai Tujh ko samri aur nich kaha - Par tu jagat ka nath prabhu
4. Sab shatruonko tu kshama kiya Dosh na gina par asish diya Doshi tu hao unhon ne kaha - Par tu to nirdoah tha prabhu
5. Dushtamta tuje dekhkar kanpe - Danta unhe tu bahar kiya Dushtatma hai tujh men ye kaha - He dayalu priya yishu Prabhu
6. Tera nam madhu se bi madhur hai Madhur git se tujhe main bhajun Mujh papi ke liye bali hua - Dandwat kar main tujh ko bhajun