#303Hindi Spiritual Song
Dharmi Logon Ki Prarthna
Dharmi logon ki prarthna - Parmeshwar nishchaya sunega
Aur khajur ki nain unko phalwant karega
1. Pukaro Parmeshwar tumhari - sunkar baten batayega
Bari aur kathin jinhen tim abhi nahin samajhte
2. Abhi tak tum ne Yishu ken - am se kuchh nahin maanga
Mango to us se anant - anand nishchay milega
3. Johte raho bat Yahowa ki samarth paoge
Ukabon ki nain is jagat men urte phiroge
4. Mahan karya warnan se - bhar prabhu khrist karega
Jo hai samarthi samajh se - adhik karya kar sakega
5. Wah tujhe kabhi nahin - chhorega aur na tyagega
Wishwas karo manushya - tumse kuchh kar na sakega
6. Parmeshwar apne dhan ke - anusar jo masih men hai
Karega puri ghati tumhari raksha bhi karega
7. Sacmuch wah tujh ko - ashishen dega pratigya hai uski
Santan ko teri barhata - jayega ichchha hai uski
