#312Hindi Spiritual Song
Mandir Banao Mere Liye
Mandir banao mere liye - Prabhu Parmeaswar tu ne kaha ye
He Israel niwas sthan ek - banao tum sab mere liye
1. Babul ki lakari ka sanduk banao - Shuddh sona us par marh ko
Babul tum ho tu ne kaha hai
2. Prayaschit ka dhakna banao - Prayaschit main hi hun dekho
Prayashchit men pran diya hai
3. Wedi banao phir tu kaha hai - Wedi mera krus bana hai
Lohu baha ke balidan kiya hai
4. Dwar banaya agan men hai - Karya apna pura kiya hai
Adar mahima Prabhu tera hai
5. Mera jo kuchh Prabhu tera hai - Tera hi sab mujh ko diya hai
Prem anugrah Prabhu mujh par kiya hai
6. Prabhu apne pawitra nagar men - Rahne ko sthan nujh ko diya hai
Yug yug rahunga sath tere main
